vo ban pujaari, maangane ko bhiksha nikalta tha
ek pal ka bhojan gurudvaare mein bhi milta tha
hoti shaam thi to daragaah par chaadar khota dikhta tha
andhera raat ka church ki momabatti se hi mit-ta tha
vo insaan tha jo insaaniyat se lipta tha
ik insaan tha jo insaaniyat se lipta tha